Tuesday 30 July 2013

तू किसी और को चाहे कभी खुद न करे

tere siva kisi aur ko sochu kbhi khuda na kare
tu kisi aur ko chahe kabhi khuda na kare
har ghadi mujhko bas tera intzaar hai
tu mujhko na mile kabhi khuda na kare
safar katta hu jindgi ka akele kisi tarah se
tere bin ji pau kabhi khuda na kare
rooh o sans me bhar gayi hai mohabbat teri
ye pyaar thoda b kam ho kabhi khuda na kare
sine me dard ankho me ansu aur teri yaad hai
yado ko bhula du kabhi khuda na kare
mukaddar me jo likha hai wo to hona hi hai
mera mukaddar hi kharab ho kabhi khuda na kare
mere jine marne ke bich sirf tu hai
tera sath chhut jaye kabhi khuda na kare

No comments:

Post a Comment