bhul gaya sabkuch jo mere sath hua
kyu bhul nahi pata tujhe mai ek pal ko b
wo raste jinme tere sang chala tha
aaj akele chalne ko majbur hu
kuch b kasur nahi mera mai to bekasur hu
kho diya sabkuch jo kho sakta tha
kyu bhul nahi pata tujhe mai ek pal ko v
wo sab kiya teri khushi k liye jo tujhe pasand tha
kyu nahi bola k mai tujhe na pasand tha
wada kiya sang rahne ka aur bhul gaya?
par kyu nahi bhula tujhe mai ek pal ko b

No comments:
Post a Comment